☻Ummido ki shama dil me mat jalana,
is jahan se alag duniya mat basana,
aaj bas mood me tha to SMS kar diya,
par roj intezar me palke mat bichana!
☻Mere haathon se gir gayi lakeeren kahin,
Bhool aaye hum apni takdeeren kahin,
Agar mile tumko kahin to utha lena,
Mere hisse ki har khushi apne haathon pe saja lena.
☻Is kadar hum yaar ko manane nikle, uski chahat ke hum deewane nikle, jab bhi use dil ka haal batana chaha, to uske hothon se waqt na hone ke bahane nikle...
☻Na saathi na humsafar hai koi,
Na kisike hum na hamara hai koi,
Par aapko dekh ke keh sakate hai,
Ek pyaara sa dost hamara bhi hai koi.
☻Aansuo ke girne ki aahat nahi hoti, Dil ke tootne ki awaaz nahi hoti, Agar hota khuda ko ehsaas dard ka, to use dard dene ki Aadat nahi hoti..
☻Dil ke jajbaat ki aawaz nahi hoti,
Ikraar mein suron ki barsaat nahi hoti,
Nigahein bayan kar deti hai saari dastaan,
Dosti lafzon ki mohataaz nahi hoti.
☻Hamara har lamha chura liya aapne, aankhon ko ik chand dikha diya aapne. Hamein zindagi to di kisi aur ne, par pyaar itna dekar jeena sikha diya aapne.
☻Rishto ne har qadam pe imtihaan liya,
Tanhayi ne har mod pe dhoka diya,
Zindagi se phir bhi shikayat nahi,
Kyuki zindagi ne aap jaise dost bhi diya.
☻Woh nadiyan nahi aansu they mere, jinpar woh kashti chalate rahe.
Manzil mile unhein yeh chahat thi meri, isliye hum aansu bahate rahe.
☻Meri “Dosti” woh rang hai jo aap chuda nahi paoge,
Bas itni gujarish hai aapse ki “SURF EXCEL” se mat dhona,
Varna doondte reh jaoge
☻Tujhe bhoolkar bhi na bhool payenge hum, Bas yahi ek wada nibha payenge hum.
Mita denge khud ko bhi jahan se lekin, Tera naam dil se na mita payenge hum..
☻Bheegy Mosam Ki Bheegi Si Raat
Bheegi Si Yaad
Bhuli Hui Baat
Bhula Hua Waqt
Wo Bheegi c Aankhai’n
Wo Beeta Hua Saath
Mubarak Ho Aap Ko
December Ki Pehli Barsaat
☻Ye pyari nigahein yaad rahengi, milkar na milne ki ada yaad rahegi, mumkin nahi ki main tumhe bhula dun, aur umar bhar tumhe bhi meri yaad rahegi.
☻Tum mujhe kabhi dil kabhi aakhon se pukaro, Ye hothon ke taqaluf to zamane ke liye hain.
☻Zindagi Ki Duain Na Do Dost,
Zindagi Kis Ko Raaz Aaye Hain,
Aap Tho Kanton Ki Baat Karte Ho,
Hum Ne Tho Phoolon Se Chot Khai Hain,
Kabhi Aansoon Mein Dhal Ke,
Kabhi Sher O Nagma Banke,
Milti Hain Naaz Ko Zindgai,
Kai Karvate Badal Kar…!
☻Dosti insan ki zaroorat hai, dilon pe dosti ki huqumat hai, aap ke pyar ki wajah se zinda hain warna khuda ko bhi hamari zaroorat hai.
☻Kuch Log Hum Se Khafa Hain,
Jane Kya Hui Hum Se Khata Hain.
Na Woh Hamein Yaad Karte Hain ,
Na Woh Hum Se Baat Karte Hain.
Shayad Yeh Hamari Chahat Ka Aasar Hai,
Jis Ko Chahate Hain Woh Hi Hum Se Juda Hain.
☻Tu dekh ya na dekh, tere dekhne ka gham nahi, par teri ye na dekhne ki ada dekhne se kam nahi..
☻Dil Ke Mandir Mein Mera Naam Liya Tha Kisne,
Main To Patthar Tha Mujhe Mom Kiya Tha Kisne,
Bewafa Mujhko Tu Kehta Magar Ye To Bata,
Aakhri Saans Talak Pyar Kiya Tha Kisne.
☻Is se pehle ki dilo me nafrat jaage, aao ek shaam mohabbat me bita di jaye.... Karke kuch mohabbat ki baatein, Is shaam ki masti badha di jaye.
☻Nafarat unse karo jo bhulana jante ho,Gussa unse karo jo manana jante ho,Pyar unse karo jo dil lutana jante ho,Aur dosti unse karo jo nibhana jante ho
☻Ja raha hu marne ko Aaj man udas haiyad nahi kiya aaj usne jisse mujhe aas hai mujhe bhul gaya wojo dil ko khas hai chal chal SMS kar,ye sab BAKWAS hein.
☻Teri doori ka ehsaas jab satane laga. Tere sath guzra har lamha yaad aane laga. Jab bhi bhulane ki koshish ki. Tu dil ke aur karib aane laga.
☻Kismet se apni sabko shikayat kyu hai,
Jo nahi mil sakta usi se mohabbat kyu hai,
Kitne khade hai raho pe,
Phir bhi dil ko usi ki chahat kyu hai.
☻Jab bhi kisi ko kareeb paya hai, kasam khuda ki wahin dhokha khaya hai. Kyon dosh dete hein hum kanto ko... Zakham to humne phulo se paaya hai.
☻Har daag, daag nahi hota, har dost "Wafadar" nahi hota, Yeh to "DIL" milne ki baat hai Varna saat fero me bhi ["PYAAR"] nahi hota.
☻Karoge yaad ek din is pyar ke zamane ko, chale jayenge jab hum kabhi na vapas aane ko. Chalega mehfil me jab zikr hamara koi, to tum bhi tanhayi dhundoge aansu bahane ko.
☻Nazar se dor rehne wale ne mujhe dilse bhi dur kardiya, kabhi wada kiya tha mujhe hamesha hasane ka ,aaj usiki yaadon ne humko rone k liye majbur kardiya.,
☻Mohobbat ka imtihan aasan nahi; pyar sirf pane ka naam nahi. Muddatein beet jati hain kisi ke intezaar mein, ye sirf pal-do-pal ka kaam nahi.
☻Dil Hi Dil Mein,Unhe Chahte Hai,
Dil Hi Dil Mein,Unhe Pyaar Karte Hai,
Mushkil Hai Unka Raah Se Guzarna,
Fir Bhi Har Mod Pe,Unka Intezaar Karte Hai
☻Teri berukhi ko bhi rutba diya humne. Pyar ka har farz ada kiya humne. Mat soch ke hum bhool gaye hain tujhe; aaj bhi khuda se pehle tujhe yaad kiya humne.
☻Kisse Se Mange Dawa Zakhmon Ki
Sabhi Ne Chotein Khaain Hai
Kisi Ka Sanam Bewafa Hai To
Kisi Ka Sajan Harzaai Hai
☻Tanhai bhari zindagi ka safar mila; na saathi, na humsafar mila. Hum diya jalta chhod gaye the unke liye; jab vapis lote to jalta hua ghar mila.
☻Khoob Gaye Pardes,
Ke Apne Deewaron-Dar Bhool Gaye….
Sheesh Mahal Ne Aisa Ghera
Mitti Ki Ghar Bhool Gaye
Uski Galiyoon Se Jab Laute
Apna Bhi Ghar Bhool Gaye
☻Na jaane tum pe itna yakin kyon hai? Tera khayal bhi itna haseen kyon hai? Suna hai Pyar ka dard meetha hota hai; to aankh se nikla ye aansu namkeen kyon hai?
☻Sabhi ko sabh kuch nahi milta, nadi ki har lehar ko sahil nahi milta, yeh dil walon ki dunia hai dost, kisi se dil nahi milta to koi dil se nahi milta.
☻Muskrahat To Baant Te Hai Sub
Ghum Mein Bass Dost Pass Aate Hain
Ye Haqeeqat Hai Mere Dost, Maan Lo Is Ko
Ashq Aankhon Mein Hi To Aate Hain
☻Mohabbat mein laakhon zakham khaye humne, afsos unhe hum par aitbar nahi, mat pucho kya gujarti hai dil par, jab vo kehte hai hame tumse pyar nahi..
☻Kabar ki mitti utha ke le gaya koi, isi bahane humein choo kar chala gaya koi, tanhayi aur andhere mein khush they hum, lekin phir se intezaar karne ki wajah de gaya koi..
☻Dil to unke seene mein bhi machalta hoga..
husn bhi so-so rang badalta hoga..
Uthti hongi jab nagahein unki..
Khud "khuda" bhi gir-gir ke sambhalta hoga..
☻Kadam kadam pe baharon ne saath chhoda, zaroorat padne par yaaron ne saath chhoda, vaada kiya sitaron ne saath dene ka, subah hone par sitaron ne bhi saath chhoda.
☻Agar Pana Hai Manzil Ko
Apna Rehnuma Khud Ban
Wo Aksar Bhakat Jate Hain
Jinhe Sahara Mil Gaya
☻Khamoshiyan teri mujhse baatein karti hain, meri har aah har dard samajhti hain. Pata hai majbuur hai tu bhi aur main bhi, phir bhi aankhein tere deedar ko tarasti hain.
☻Aayi Jo Zindagi Mein
Meri Inquilab Aagaya
Murde Jaise Dil Mein
Jaan Aagayee
☻Mere haathon se gir gayi lakeeren kahin, bhool aaye hum apni takdeeren kahin. Agar mile tumko kahin to utha lena, mere hisse ki har khushi apne haathon pe saja lena.
☻Marishun To Khud Maut Ne Mate Jan Thai Jashun
Rahishu Aag Main To Pan Baag No Saman Thai Jashun
Uchhala Mari Amne Pachha Na Val O Sagar
Kinaro Aavshe To Ame Khud Tofan Thai Jashun
☻Bolti hai dosti, chup rehta hai pyar. Hasati hai dosti, rulata hai pyar. Milati hai dosti, juda karta hai pyar. Phir bhi kyun dosti chodkar log karte hain pyar??
☻Gair Ko Dard Sunaane Ki
Kya Zaruurat Hain?
Apane Zagade Mein Zamaane
Ki Kya Zaruurat Hain?
☻Unki tasveer ko seene se laga lete hain, iss tarah judai ka gham mitaa lete hain. Kisi tarah zikar ho jaye unka, to hass kar bheegi palkein jhuka lete hain.
☻Hum Gam Mei Baite The,Wo Hass Raha Tha
Hum Ro Rahe The Wo Muskura Raha Tha
Unki Baraat Aa Rahi Thii Mera Janaza Ja Raha Tha
☻Bheeg jaati hain palkein tanhayi mein, darte hain koi jaan na le. Pasand karte hain tez barsaat mein chalna, kahi rote hue ko koi pehchaan na le.
☻Kaair Hun Nisbato Ki Nazar Mujhse Mang Lo
Udne Ki Arzu Hai To Par Mujhse Mang Lo
Ek Ghar Hai Dil Ka, Dusra Ghar Hai Nigah Ka
In Do Gharo Mein Koi Bhee Ghar Mujhse Mang Lo
☻Teri dosti mein khud ko mehfooz maante hain, hum doston mein tumhe sabse azeez maante hain. Teri dosti ke saaye mein zinda hain, hum to tujhe khuda ka diya hua tabeez maante hain.
☻Sochte The Mar Jayainge Agar Wo Naa Mile
Par Unhone Har Humse Juthe Waade The Kiye
Har Lamha Hame Baaton Se Behlate Rahe
Dekho Behlane Ke Bahane Hamari Umr Badhate Rahe
☻Tu dekh ya na dekh, tere dekhne ka gam nahi,
Par teri ye na dekhne ki ada dekhne se kam nahi.
☻Hum Gam Mei Baite The,Wo Hass Raha Tha
Hum Ro Rahe The Wo Muskura Raha Tha
Unki Baraat Aa Rahi Thii Mera Janaza Ja Raha Tha
☻Aaj didar, kal yaar, parson pyaar,
phir ekrar, phir intezar, phir takrar,
phir darar, sari mehnat bekar,
aur aakhir mein ek aur devdas at beer bar.
☻Bazu-o-mein dum rakhta hun,
Dil mein gum rakhta hun,
Pata tha SMS ayega tera,
Isliye DISPRIN sang rakhta hun.
☻Fizao ke badalne ka intazar nahi karte, Andhiyo ke rukne ka intazar nahi karte, SMS kar dete hai hum har roz, Hum kanjus ke sms ka intazar nahi karte.
☻Dil ka dard dil todne wale kya jane,
Pyar ke rivazon ko zamana kya jane,
Hoti hai kitni takleef ladki patane mein,
Ye ghar pe baitha ladki ka baap kya jaane.
☻majbur the halat se mohhabat jata na sake, khate rhe hum. ZAKHAM HUM kisi ko bta na ske. chahto ki had se chaha use, sirf apna dil nikal kar dikha na ske
☻Aey mere SMS mere dost ke pass jana,
Agar wo so raha ho to shor mat machana,
Jab wo jage to dhire se 'Muskarana',
Phir kehna "KANJUS" SMS karo!
☻Aahat si koi aaye to lagta hai ki tum ho,
Saya sa koi lehraye to lagta hai ki tum ho,
Ab tumhi batao tum kya kisi bhoot se kam ho?
☻Kya lekar aaya tha?
Kya lekar jayega?
Mujhe SMS na karke zaalim,
Tu kitna chillar bachayega?
☻Har kadam pe aapka ehsaas chahiye, Mujhe aapka saath apne paas chahiye, Khuda bhi ro pade hamari judai se,
Aisa ek rista khaas chahiye.
☻Jab jab ghire badal teri yaad ayi,
Jab jhoom ke barsa sawan teri yaad ayi,
Jab-jab mein bhiga teri yaad ayi,
Ab raha nahin jata, Chatri Lauta de Bhai.
☻Vo aaj bhi hume dekh kar muskurate hain,
Vo aaj bhi hume dekh kar muskurate hain,
Yeh to unke bachche hee kaminey hain,
Jo Mama-Mama kehke bulaate hain.
☻Hum na hote to aapko gazal kaun kehta, apke chehre ko gulab kaun kehta,
Ye to karishma hai hum pyar karne walon ka warna pattharon ko Taj Mahal kaun kehta.
☻Ankhein khuli ho to chehra tumhara ho,
Aankhein bandh ho to sapna tumhara ho,
Mujhe maut ka dar na hoga,
Agar kafan ki jagah dupatta tumhara ho.
☻Dil mein aapki yaad basane ke liye, Pura dil khali karna pada, Magar dil itna chota padgaya ki, Dhadkan pe bhi aapka naam likhna pada.
☻Pyara sa ehsas ho tum, har pal mere pas ho tum,
Jine ki ek aas ho tum, mann ka ek vishwas ho tum,
Shayad is liye.... Kuch khas ho tum.
☻Kash tum chanda aur mein sitara hota, Aasman par ek aashiyana hamara hota, Loog tumhe door bahut door se dekhte, Aur tumhe chune ka haaq sirf hamara hota.
☻Dil mein umeedo ki shamma jala rakhi hai,
Humne apni alag duniya basa rakhi hai,
Is umeed ke saath ki ayega SMS aapka,
Humne mobile par nazrein jama rakhi hein.
☻Kismaat hum pe itni ehasan kar jaye, Yeh saare haseen khwaab haqeekat ban jaye, Na karenge dua koi aur khuda se, Agar zindagi ke safar mein aapka saath mil jaye.
☻Unka ashiyana dil mein basa rakha hai,
Unki yadon ko seene se laga rakha hai,
Pata nahi yaad aate hain wohi kyun,
Vaise dost to hamne auron ko bhi bana rakha hai.
☻Bin badal barsath nahi hota, Suraj dube bina raat nahi hota, Issi liye yaar kisika dil nahi todna, Kyon ki dil tutne ki kabi awaz nahi hota
☻Naa hume aapse sikwa hai, na sikayat hai, Hume to baas aap hi se chahat hai, Koi aa kar keh de aapko mohabbat nahi hai humse, Hum to yahi kahenge aapko jhooth bolne ki ad
☻Baag ki har kali, khushbu de apko,
Suraj ki har kiran, nai subah de apko,
Hum to kuch dene ke kabil nahi hain,
☻Ashq pochkar mere, Hasaya hai mujhe, Meri galti thi fir bhi, Seene se lagaya hai mujhe, Kaise pyaar na ho aise dost se, Jiski dosti ne jeena sikhaya hai mujhe
☻Zindagi behaal hai,
Sur hai na taal hai,
Msg box bhi kangal hai,
kya aapki sms factory me hartal hai,
Yaar kuch to bhejo ye meri mobile ki zindagi ka sawaal hai.
☻Apni Mast nigah me doob jaane de Ghaalib,
Bara Haseen Samandar hai yeh khudkushi ke liye..
☻Hum dua karte hain Khuda se,
ki wo aap jaisa dost aur na banaye,
Ek Cartoon jaisi cheez hai humare paas,
kahin wo bhi common na ho jaye!
☻Zindagi se koi cheez udhar nahi mangi main ne Ghaalib,
Kafan bhi lenge to zindagi apni de kar..!!
☻Tere DIL mein rahenge SMS bankar,
Dhadkano mein bajenge RINGTONE bankar,
Kabhi apne DIL se juda mut Samajana,
Hum tere saath chalenge NETWORK ban.
Bonus SmS
Showing posts with label Shayari Sms. Show all posts
Showing posts with label Shayari Sms. Show all posts
Monday, May 24, 2010
Sunday, May 23, 2010
Shayari Sms
Phoolon say achi uski khushboo
Kaliyon say pyari muskaan
sitaaron sa chamakta hua chehra
koyal say meethi zabaan
chaand bhi chup jaye yeh keh kay
Aasmaan pay ab kya mera kaam
chaandni to aa nikli zameen say
Kaisi hai yeh qudrat ki shaan
Fursat say banaya hoga rub nay
Farishton ka nahi yeh kaam
Mitti say banay hain hum sab
Us main sona ko milaya hoga
Hooron nay bhi hasrat say dekha hoga
Pariyon say sunder yeh insaan
Alfaaz bhi kum partay hain kahne ko
Aisi hai meri jaaaaaaaaaaaaaaaaaaan
Dekh kay tumhain nigahon ko yakeen nahi aata
Hai husn tera bikhra hua, daman main simat nahi pata
Darr hai na ho jaoon marz-e-ishq main mubtala
Tere hi khyalon main dooba hoon kuch aur nazar nahi aata
Tham sa gaya hoon unhi lamhon main jab dekha tha tujh ko
Dilkush nazara woh nigahon say ab bhi bhoola nahi pata
Tum kinara ho khyalon ki lahron ka
Tum intezaar ho her subah ki kirno ka
Tum bahaar ho gulshan kay phoolon ka
Tum hasee ho her khilti hui kaliyon ka
Tum namii ho her chaudhween ki shabon ka
Tum pari ho her aashiqon kay khwabon ka
Tum sahara ho dharkano say seenay ka
Tum bahana ho bin aarzoo bhi jeenay ka
Tum izhaar ho ek shayar kay tasavvur ka
Tum misaal ho husn-e-huroon ka
Jis ki khushboo say hai phoolon ki mahak
Jis ki saanson say chalay thandi pawan
Jis ki aankhon ki chamak say duniya raushan
Jis ki her baat aisi jaisay shayar ki ghazal
Jis kay husn ay lagay chaandon ko grahan
Woh koi khwab nahi, tum ho humdum
tum phoolon main chupi ho
to dhoondhna mushkil ho
kaliyon main tum ek kali ho
to dhoondhna mushkil ho
gulaabon main teri shikan ho
to dhoondhna mushkil ho
khushboo teri gulshan main ho
to dhoondhna mushkil ho
Mehkaati hui hawa jaise
Aa nikli phir udhar say
Baal bikhray hue ghata say
Aankh jagi hui sitaaron si
Honthon pay nami shabnum ki
Gaalon pay hansi phoolon ki
chehra khila sawan sa
woh malika husn waalon ki
thehray thehray qadam say
Woh kuch aur qareeb aaye
Haathon ko pakar kay mere
Woh phir yoon muskurayee
Aaye nahi zaalim ko
Koi lafzay ruswaii
Jaatay jaatay keh gaye
Phir Milengay bhai
....Shayad main is qaabil nahi
Shayad woh meri manzil nahi
Mere her sawal ka woh jawab thi
Shayad....Shayad woh sirf ek khwab thi
(hope you liked the humorous ending)
Kis ko khabar thi yeh aftaab ghuroor ho jayega
Uska chiraag-e-dil mujh pay ayoob ho jayega
Hum nay unki silwaton ko bhi lahron ka darjaa diya
Kya pata tha gussa unhain khoob ho jayega
Har acchi chiz ka bura jawab nahi hota,
har husna lajwab nahi hota,
nazar to nazaro se milti hai, par
har nazar ka matlab pyar nahi hota
***
Gujre Hai Aaj Hum Ishq Main Us Mukam Se,
Nafrat Se Hogayee Hai Mohobbat Ke Naam Se.
***
Bohat Door Jane Ko Jee Chahta Hai
Unhe Azmaane Ko Jee Chahta Hai
Humhe Unse Koi Shikayat Nahin Hai
Yoohin Rote Jaane Ko Jee Chahta Hai
***
Gar Thukra Diya Tune Mere Pyaar Ko.
Kafan Se Dosti Kar Lenge Sanam
Saja Phoolon Se Apni Arthi Ko.
Teri Doli Ke Paas Se Guzrenge Hum.
***
Umr Ki Raah Me Imaan Badal Jata Hai,
Waqt Ki Andhi Me Toofan Badal Jata Hai,
Khuda Ki Kasam Kusoor Mera Nahi,
Husn Dekh Kar Imaan Badal Jaata Hai.
***
Har Udaasi Dil Par Chayi Hui,
Har Khushi Hai Mujse Ghabrai Hui,
Aur Kya Rakha Hai Zindagi Ke Daaman Me,
Chand Kaliya Hai Vo Bhi Murjhaai Hui.
***
Ho Chuka Hai Gair Ke Gulshan Ka Phool Tu,
Tujko Gale Ka Haar Me Keh Nahi Sakta,
Jiski Nahi Hai Manzil Is Rahe Shok Me,
Tu Hai Mera Pyaar Par Me Keh Nahi Sakta.
***
Bhulane Wale Se Koi Kah De Zara,
Is Tarah Yaad Aane Se Kya Faida
Jab Mere Dil Ki Duniya Basaati Hi Nahi,
To Khayalon Me Aane Se Kya Fayada.
***
Sanaja Sab The Hamare Janaje Ke Piche,
Bas Ek Wo Hi Nahi Thi Hamare Janaje Ke Piche,
Aur Hoti Bhi Kaise! Yaroo Kyunki
Hamara Janaja Hi Tha Unke Janaje Piche.
***
Hasta Chehra, Hasti Ankhen Ye To Ek Masum Bahana Hai
Mere Dil Mein Kitne Gum Hai Yeh Kisney Jana Hai.
***
Tumahri Yaad Aaj Is Kadra Aaye Hai,
Ki Bathen Hai Mahfil Main,
Phir Bhi Tanhai Hai.
***
Mere Marne Ke Baad Mere Dil Ko Nikaal Lena, Kahin
Woh Bhi Naa Jal Jayen Jo Dil Mein Rahte Hain.
***
Log Kanto Se Bach Kar Chalte Hai,
Hum Ne Tho Phoolo Se Zakhm Khaya Hai!
Sap Gayro Ki Baat Karte Hai,
Hum Ne To Apno Se Zakm Khaya Hai.
***
Yeh Mana Tumaree Nazar Mein Kuch Bhi Nahi Hai Hum
Par Unsey Ja Kar Poocho Jinhe Hasil Nahee Hai Hum.
***
DIL DARD KARTAAH HAIN,
JIS KI DAWAAH TUM HOH.
AGAR QUYAAMAT KA DAR NA HOTA,
TO KEH DETE KHUDAA TUM HO.
***
Mera Janaza Nikla, Sari Duniya Nikli Mera Janaza
Nikla, Sari Duniya Nikli Par Woh Na Nikli Jiske Liya
Mera Janaza Nikla.
***
Salman Salman Kya Karti Ho,
Jara Aishwarya Banker To Dikhao,
Do Char Taj Mahal To Hum Bhi Bana Denge,
Pahle Mumtaj Ki Tarah Mar Kar To Dikho.
***
Khuda Kare Tujhe Aisi Beemari Lage,
Tu Budhape Mein Bhi Kunwari Lage.
Darjan Ho Jayen Tere Bache,
Tu Phir Bhi Hum Ko Pyari Lage.
***
Mere Khoon-E-Dil Ki Mehendi Hatho Me Tum Lagaanaa,
Nikle Mera Janaazaa Tab Doli Tum Sajaanaa, Mere Ghar
Pe Chaye Maatam Tab Khushiyaa Bhi Tum Manaanaa,
Log Bahaye Aasoo , Par Tu Aasoo Mat Bahaanaa...
***
Tum Char Par The, Hum Char Par The.
Char Tumhare Sath The, Char Humare Sath The.
Farak Bas Itna That,
Tum Doli Mein Aur Hum Arthi Par The
***
Na Tu Badnaam Ho Yeh Sooch Kar,
Ki Jee Raha Hoon Main.
Warna Teri Chaukhat Par Marne Ka Iraada,
Roaz Hota Hai.
***
Na Dalo Kafan Mere Mu Par,
Mujhe Adat Hai Muskurane Ki.
Na Dafnao Mujhe Aaj Ki Raat,
Mujhe Umeed Hai Uske Ane Ki.
***
Dil Na Milte To Mulakat Aduri Rehti
Baat To Hoti Magar Baat Adhuri Rehti
Shukriya Tera Tere Aanese Ronak To Badhi
Nahi To Yeh Mehfil Ek Jasbat Aduri Rehti
Tune Apne Daman Mein Chupaye Mere Aasu
Nahi To Akho Ki Barsaat Adhuri Rehti
***
Zindagi To Bewafa Hai,Ek Din Thukrayegi
Maut Hi Ek Sacchi Mehbooba Hai, Ek Din Zaroor Aayegi
***
Tum Mujhe Bhool Kar To Dekho,
Har Khushi Routh Jayegi.
Jab Akele Tum Baithogi,
Khud-Ba-Khud Meri Yaad Aayegi.
***
Raat Itni Haseen Thi,
Ke Saare So Rahe The.
Hum Hi Aise Badnaseeb The,
Jo Aap Ki Yaad Main Ro Rahe The.
***
Chehrey Per Banawat Ka Gussa,
Aankhon Say Chalakta Pyar Bhi Hai.
Is Ada Par Kya Kahye,
Inkar Bhi Hai Iqraar Bhi Hai.
***
Apne Aagaaz Se Aaaj Tak Zindagi,
Teri Hi Yaad Main Gumi Rahi.
Phir Bhi Jaane Kyon Yeh Ehsaas Hai,
Jaise Chaahat Meri Kami Rahi.
***
Jab Paas Ho To Rukh Se, Nigahain Na Morna
Jab Dour Ho To Mera, Saath Na Chorna
Aye Dost! Dil Lagane Se Pehle Ye Sonch Le
Mushkil Bahut Hai, Rishton Ki Zanjeerain Hain Torna.
***
Hawaoon Main Mehsoos, Hoti Hai Uski Khushboo,
Dil Main Aik Diya, Jalta Hai Uske Ke Naam Ka.
Kya Se Kia Ho Gaye Chahat Main Unki,
Hum Ko To Dosto Khabar Tak Na Hui.
***
Kisike Intezaar Me Khud Ko Rulaaye Baithe Hain
Wo Aayenge Zaroor Dil Ko Samjhaye Baithe Hain..
***
Taqdeer ne kya kam sataya hua tha
jo ab ye bewaqt hi tuje satane aa gaye
logo ne nahi dekha apne girebaan main
aur dekho mere 'sanam' ko aajmane aa gaye
***
Waqif Hoo Teri Palkon Ki Hararat Tak Se Mein,
Batayee To Sari Tune, Magar Kuch Baat Aur Bhi Hai.
***
Gar Teri Ankhoen Mein Meri Ashiyana Hota
Yeh Gustakhi Bhi Hum Kar Dete
Woh Zamaana Meri Khwaaboen Ka
Tere Palkoen Mein Utaar Dete
***
Sabse Jyada Main Jungle Ke,
Sannate Ke Saath Maun Hoon,
Kyonki Sirf Vahi Janta Hai,
Ki Main Kaun Hoon.
***
Zindagi Jeete Huey Ghutan Mahsoos Hoti Hai
Jaise Aag Pe Chalte Huey Jalan Mahsoos Hoti Hai
Per Ab Yeh Daur Khatam Hone Ko Aaya Hai
Haan, Mujhe Maut Ki Chubhan Mahsoos Hoti Hai
***
Badi Der Se Paimana Liye Baitha Hoon,
Koi Dekhe To Samjhe Ke Piye Baitha Hoon.
Zindagi Bhar Ke Liye Rooth Ke Jaane Wale,
Main Abhi Tak Teri Tasweer Liye Baitha Hoon
***
Maikada Bhi Apna Hai, Mehfil Bhi Humari Hai
Humne Zindagi Apni Jaam Mein Guzari Hai
Aaj Tera Chehra Kyun Khil Utha Hai Jana
Yeh Mausam Ki Shararat Hai Ya Nazar Humari Hai
***
Peeta Hoon Sharaab Tera Gam Bhoolanae Ko,
Kambakth Nasha Hi Teri Shakl Bana Deta Hai.
***
Ankh Khule To Cehra Tumhara Ho,
Ankh Band Ho To Sapna Tumhara Ho.
Mujhe Marne Ka Gam Na Hoga,
Gar Kafan Ki Jagah Dupatta Tumhara Ho.
***
Faasle Kum Bhi Kiye Meine Faasle Mitane Ke Liye ;
Door Tum Kyun Chale Gaye Yaad Aane Ke Liye;
Woh Wade Woh Kasme Woh Irade Bhool Jane Ke Baad;
Phir Kyun Tum Chale Aaye Khwabon Mein Mujhe Satane Ke Liye;
Saath Teri Tarah Chhod Rahi Hain Saanse Meri ;
Lo Koi Chala Aaya Hai Mujhe Le Jaane Ke Liye
***
Woh Hatho Se Pilaye To Mein Kya Karu
Woh Aankho Se Pilaye To Mein Kya Karu
Mein To Pine Ka Bilkul Aadi Nahin
Jam Khud Chal Ke Aaye To Mein Kya Karu
***
Chalak Rahi Hai Sharaab Ki Bondein Paani Ki Tarah,
Dil Bhar Gaya Hai Mera Dukho Se Samudra Ki Tarah,
***
Chahakar Bhi Nahi Bhula Pate Tujhe Hum,
Teri Yaadon Ke Sahare Ruk Nahi Sakte Peene Se Hum.
***
O Bewafa Kya Tujhe Meri Bikul Yaad Nahi Aati,
Kya Meri Yaad Tujhe Bilkul Nahi Satati,
Yeh Sher Likhkar Mein Diley-Byan Na Karta,
Par Kya Karoon Teri Tasveer, Tera Haal Nahi Batati
***
Tumhara Intezar Karte Karte
Humne Peena Seekh Liya
Maut Ka Intezaar Karte Karte
Humne Jeena Seekh Liya.
Jinhe yakin hain ki, tu mere ghar na aayegi
Khuda kar ki, vo bethe ho aur to aaye
Zara si baat ka itna malal karte ho,
Shikaate bhi vahi hain, jaha mohabbat hain
Vaada bhi karke aaye na meri kabar par
Hamne to jaan de di, Isi ekbar par
Patti par gire shabnam, to patti nam nahi hoti
Judai lakh ho lekin, mahobbat kam nahi hoti
Badala rahe he dard ko dil ki lagi se ham
Deewangi hami se he, aur deewanagi se ham
Is pyaar ne sabko na jane kya kya bana diya
Kisi ko aashik to kisi ko deewana bana diya
Jis mumtaaz ne kabhi ful bhi uthaya natha aapne hatho se
Us mumtaaz ko shahjaha ne tajmahal bana diya
Jeena agar chaho to dur hi rehna
Tum mom se bane ho ham aag se bane hain
Gul se honsla sikho gam me muskurane ka
Kaid he woh katon main fir bhi muskurata hain
Chaman ko chaman ki baharon ne loota
Shama ko shama ke pervano ne loota
Tuje ek ne loota to ghabhra gayi
Teri kasam tune to hazaro ko loota
Kisi ki mithi bato per fisal jana nahi achha
Fisal ker apne dil ka raaz batana nahi achha
Jise tum raaz samjoge vo badnaam ker dega
Har ek ko apne dil ka jaam pilana nahi achha
Chalte hain to lagta hain ki sadiyo ka sath hain
aur bichhadte hain to do din main bhula dete hain
Zara halke se bata do aapka naam,
Taki aa jaye dil ko aaram,
Khamkha na karde hame badnamEk easa dena muje inaam.

Labels:
Shayari Sms
Shayari Sms,
Safar lamba hai dost banate rahiye,Dil mile na mile haath badate rahiye,Taj na banaiye costly padega,Har taraf Mumtaj banate rahiye.
======================
Jab jab ghire badal teri yaad ayi,Jab jhoom ke barsa sawan teri yaad ayi,Jab-jab mein bhiga teri yaad ayi,Ab raha nahin jata, Chatri Lauta de Bhai.
======================
Kya lekar aaya tha?Kya lekar jayega? Mujhe SMS na karke zaalim,Tu kitna chillar bachayega?
=====================
Aahat si koi aaye to lagta hai ki tum ho,Saya sa koi lehraye to lagta hai ki tum ho,Ab tumhi batao tum kya kisis bhoot se kam ho?
====================
Aey mere SMS mere dost ke pass jana,Agar wo so raha ho to shor mat machana,Jab wo jage to dhire se 'Muskarana',Phir kehna "KANJUS" SMS karo!
====================
Dil ka dard dil todne wale kya jane,Pyar ke rivazon ko zamana kya jane, Ye ghar pe baitha ladki ka baap kya jaane.
=====================
Bazu-o-mein dum rakhta hun,Dil mein gum rakhta hun,Pata tha SMS ayega tera,Isliye DISPRIN sang rakhta hun.
=====================
Aaj didar, kal yaar, parson pyaar,phir ekrar, phir intezar, phir takrar,phir darar, sari mehnat bekar,aur aakhir mein ek aur devdas at beer bar.
=======================
RRRamchandra keh gaye siya se aisa kalyug aayega,Ek dost ek taraf se SMS karega, doosra apna paisa bachayega.
==========================
Zindagi ko ek rangin kalpana samjho,Subah ko sach raat ko sapna samjho,Bhulana chahte ho sabhi gamo ko to,Zindagi me mujhe apna samjho.
======================
Tere hothon pe main ek dinDewaanaa pyaar likh dungaaTeri maoosom hichaki parKai uphaar likh dungaa
==================
Tere bahake se kaalon parTere sharmaaye gaalon parTere khwaabon khayaalon parMera iqraar likh dungaa
=================
Tere gardan ke dhaalon parUbharate sab sawaalon parMain apane ishk ke gahareKai izhaar likh dungaa
=================
Tere kaandhon ko thaamungaaTujhe khud main milaa lungaaTeri dhadhakan ki har dhun mainMeri jhankaar likh dungaa
=====================
Teri in shokh saanson parChhupaa kar rakhi pyaason parTeri dharati pe barasungaKaan kann pyar likh dungaa
====================
Kabhi maawa na kaali hoTeri har shab diwaali hoNassebon ki kitaabon mainnayaa sansaar likh dunga
========================
Labels:
Shayari Sms
130-150 Character Sms
Shayari 130-150 character Sms
==============================
ye choti si yaden bada sila dengi gulab ki tarah apka chera khila dengi mat bhulana hamari yadon ko ye yaden khud apa ko hamesa mila dengi
==============================
nafrat lakh mili muhbat namili gindagi beet gai par rahat na mili teri mefil me her shaks ko haste dekha ekmai tha jise hasne ki ijazat na mili
==============================
Hoth se hoth milte hain to kya hota hai socho socho nhi pata uff Pata tha pata tha ulta hi sochoge kuch nahi MOOH BANDH hota hai
==============================
Zara si bat der tak rulati rahi khushi mein bhi aankhe ashu bahati rahi koi mil k kho gya koi kho k mil gya zindgi hmko bas aise hi rulati rahi
==============================
wada hai teri dosti sada khas rahegi yadon k jhalak dil k pas rahegi nhi vulayenge apko aur apki dosti ko jab tak sans me sans rahegi
==============================
Sab Log Rah Gujar Nhi Hote Sath Chalne Wale B Hmsafer Nhi Hote Kitna Khof Hota H Sham K Andhere Me Pucho Un parindo Se Jinke Ghar Nhi Hote
==============================
naa kis sayar ka kalaam hai na kisi mekhane ka jaam hai longo ma ye charcha aam hai zo lankho ki jaan hai akshay usaka naam hai
==============================
Pyaar ki har rasam nibha di humne tujhe paane ke liye hasti mita di humne tumne kadar na jaani meri vaffayo ki teri aarzoo mein har k
==============================
har dost se achi baat karna fitrat he meri har dost khush rahe yeh chahat he meri koi mujhko yad kare ya na kare har dost ko yaad karna adat he meri
==============================
YE CHAND TU CHAMK YA NA CHAMAK TERE NA CHAMAKNE KA KOI GAM NAHI KYUKI JO MERA SMS PADH RAHA HAI WO CHAMKATE HUYE CHAND SE KAM NAHI
==============================
BARISH KO SIRF RONA AATA HAI HASNA NAHI SURAJ KO SIRF JALNA AATA HAI BUZANA NAHI AUR HAME SIRF AAPKO YAAD KARNA AATA HAI BHULANA NAHI
==============================
Teri woh pehli nazar Kiya mujhpe ye kaisa asar Na kuch dekhna chahe Na kuch sochna chahe Ab toh bas tujhe dhunde meri nazar
===============================
markaje husn ki har raat chhod aunga malikaye asr ka sath chhod aunga agr pukare vatan sarhade hind par marne ko khudakasam apni barat chhod aunga
===============================
Humko ho gaya hai tumse pyar Na socha na samjha bas ho gaya yaar Ki ab tumse jur gayi hai sase meri Ki ab tumse hi har khusi meri
===============================
tera AANA Muje Satana Sapno Me Ninde Udana Palko Ko CHOOM Kar Baaho Me Lena Muskurau Me To DIL Tham Lena Shayad Isi Ko PYAR Kehta Hai Zamana

130-150 Character SmS,
Shayari Sms
Friday, May 21, 2010
Shayari Sms
Log har manzil ko mushkil samajhte hai, ham har mushkil ko manzil samajhte
hai. Bada fark hai log aur hamare nazarie me, log dil ko dard aur ham dard ko
dil samajhte hai..
-------------------------------------------------
"Raat ki khamoshi raas nahi aati"
"Meri parchayi bhi ab mere paas nahi aati"
"Kuch aati hai toh bas teri yaad jo aakar ek pal bhi mujhse door nahi jaati"..
-------------------------------------------------
Khushbu ki tarah aapke paas bikhar jayenge, Sukun bankar dil mein utar
jayenge,Mehsus karneki koshish kijiye, dur hokar bhi paas nazar ayenge.
-------------------------------------------------
Bewaja kisi ko sataya nahi karte,
had se jyada kisi ko tadpaya nahi karte,
jinki sanse chalti ho apke sMs se,
une apne sMs k liye rulaya nahi karte. . .
-------------------------------------------------
Jitna pyar paya hai tumse.
Ussse aur jyada pane ko jee chahata hai.
Jane who kaun se khoobi hai aap mein
ki har rishta aapse banane ko jee chahata hai..
-------------------------------------------------
Pyar karnevale PARESAN ho
jate he
Shadi karnevale SHARABI ho
jate he,
Divorce denevale DEVDAS ho
jate he,
Ham se Dosti karnevale MSG
SE MEHARBAN ho jate he
-------------------------------------------------
Dil k zakhmo par mat ro mere yaar,
wkt har zkhma kaa marham hota hai,
dil se jo sachaa pyaar kare, unka to khuda bhi deewana hota hai..
Ek pal me bhula diya hamko, ek pal me juda ho gaye, abhi to mere saath the,
abhi na jane kahan kho gaye, kahi soh to nahi gaye?
-------------------------------------------------
Mitti meri kabr se churata hai koi, mar kar bhi yaad ata hai koi, ae khuda ek
pal ki jindagi aur de mujhe, udas meri kabr se jata hai koi
-------------------------------------------------
Raat gujri phir mehekti subah ayi, dil dhadka phir tumhari yaad ayi, aanko ne
mehsoos kiya uss hawa ko , jo tumhe chhukar hamare pass ayi.
-------------------------------------------------
Dil to Jalkar rakh ho gaya, magar in ankho se roya na gaya, kuch jakhm judai
ke aise mile ki phoolon ke bister pe bhi soya na gaya.
-------------------------------------------------
Raat hui jab shaam k baad, teri yaad ayi har baat ke baad, humne khamosh
rehkar bhi dekha, teri awaaj ayi har saans ke baad..
-------------------------------------------------
Chirago se andhere door ho jate, toh chand ki chahat hamme na hoti, agar kat
sakti akeli ye jindagi to apki jaroorat hamme na hoti..